Kuch bhi nahin hai, pyar ke binaMera Masih hai, pyar ka khudaYe Zameen, yeh AasmaanYe Bandagi, yeh Zindagi -kuch bhi nahinKuch bhi nahin hai pyar ke binaPyar mohabbat ishq wafa, naam hai tere sabhi khudaZindagi mein hume bus pyar kare, tere milne ka intezar kareHum tere bin kuch bhi nahin, Kuch bhi nahin hum tere binaKuch bhi nahin hai….Pyar kabhi jalta nahin, apni badai karta nahinPyar hai dheeraj, pyar hai maafiDarta nahin bura manta nahinSab baaten yeh seh leta hai, sacchi baat bhi keh deta haiKhush hota hai acchai se, door rahe burai sePyar kabhi jalta nahin, apni badai karta nahinPyar hai dheeraj, pyar hai maafiDarta nahin bura manta nahinGyan adhoora, pyar ke binaKuch bhi nahin hai….