Krus ki dastaan sunle ae jahanTujh par pyar lutane, teri bigdi ko bananeKhuda hi raha dekhne jahan mein aa gayaKrus ki…
Kodo ki maar sahiKillo se tokha gayaMuch pe tukha gayaChaton se mara gayaPhir bhi pukara usneManga pitah usneInhe tu maaf karna Ye nadan haiMafi ki dua mangne Aaya thaKrus ki…
Jisne paap na janaUssi ko paapi manaJiska dosh na koiUssi ne suli dhoeYeshu dhahu se bola Aaj chutega cholaTu mere sang rahega Tu mere sang chalegaAnand jeevan dene Jahan mein aagaya.Krus ki…
Jiya woh teri khatirMara who teri khatirAatma se sanatanDe diya usne ye badanArpit mann se usneAatma ko chadayaTann aur mann ko le kar Sharn mein uske aayaPita se humko milane Jahan mein aa gayaKrus ki …