Hey Sarvashaktiman, Mere PrabhuTu Jo Mahima Se Bhara HuaAnugrahkari Yahovah PrabhuTu Jo Pavitra Aur Satya HaiTeri Samarth Se Akash GunjeSaare Mandal Me, Teri Mahima HoSwargdoot Bhi, Gaate Tera GungaanPavitra, Pavitra, Pavitra PrabhuKitna Mahan, Sabse MahanJo Hai, Jo Tha, Aur Sadaa RahegaKitna Mahan, SarvashaktimanJo Hai, Jo Tha, Aur Jo Aane Wala HaiKitna MahanNarsinga Phoonko, Yeshu Ke Naam SeSookhi Haddiyaan Bhi Jeevan, PayengiBedari Ki Barish, Tu Ham Pe Barsa DeNawaaz De Hame Zindagi NayiApni Aatma Se, Is Jahaan Ko Bhar DeBanjar Zameen Ko, Haryali Kar De,Agni Se Apni, Har Dil Ko Chhoo LeChhutkara, Changai, Yeshu Ke Naam SeKitna Mahan, Sabse MahanJo Hai, Jo Tha, Aur Sadaa RahegaKitna Mahan, SarvashaktimanJo Hai, Jo Tha, Aur Jo Aanewala HaiKitna MahanTurhi Foonki Jayegi Saare Mandal MeHalleluyah Halleluyah, Wo Aane Wala HaiTurhi Foonki Jaayegi, Gaayega AsmanHalleluyah Halleluyah, Wo Aane Wala HaiKitna Mahan, Sabse MahanKitna Mahaan – Sheldon Bangera, Dibow Chawang, Amin Yabes Rudra | Life Bridge Music