Khush ho ki Yeshu aaya haiUsko grahan kar leHey saari srishti, hey har ek praanMasih ko jagah deMasih, MasihMasih ko jagah deKhush ho Masih ab Raja haiSab manushya, har jubaanSamundar bhi, pahaad maidaanGeet gaayein khush har aanGeet gaayein, gaayeinGaayein khush har aanDukh aur takleef woh karta doorAur paap mitaata haiAndhere mein woh deta noorAashish dilaata haiAashish, aashishAashish dilaata haiWoh dharm aur sachchai seAb raaj phailaata haiAur apne har ek kaamon meinPyaar dikhaata haiPyaar, pyaarPyaar dikhaata hai