Khudawand Teri sana ho,Khudawand Tu le jalalShahanshah hai Masiha khaatam-ul-kamalJalal jalal jalal jalal Tera hai jalalZinda Khuda ke charnun mein aa keChain ajab paya,Paak Khuda ke Rooh se hum ne,Jeewan naya payaJalal jalal jalal jalal Tera hai jalalAl-shadai bhi Tu Adonai bhi TuTu Yahowa hai le Tu jalalJalal jalal jalal jalal Tera hai jalalIzzat azmat aur parastish,Tujhko hi miltay rahainShaukat hashmat aur bazurgi,Tujhko hi daitay rahain,Jalal jalal jalal jalal Tera hai jalalAnsoo bhari hain jeewan ki rahein,Tujh main sakun Khuda,Liptain Tujh se chahain Tujh ko,Paak ghayur Khuda,Jalal jalal jalal jalal Tera hai jalal