Khudawand Azeem Badshah Khudawand Ke Huzoor Aao Aao Saari Duniya Ke Logo, Aaj Nya Geet Gao
Khudawand Ka Naam Mubarak Kaho Uski Najaat Ki Khush-khabri Do Uski Najaat Ki Khush-khabri Do
Duniya Me Uske Jalaal Ka Logo Me Uske Har Kaam Ka Karo Bayaa Uske Geet Gao Sabse Azeem, Woh Sabse Bada Jisne Aasmaan Banaya, Uske Huzoor Aao Aao Saari
Sajda Kare Paak Dil Se Yaha Zinda Qurbaani Laye Yahan Khush Aasmaan Zameen Geet Gaaye Jungalon Ke Ped Bhi Gunguna Rahe Kyunki Aaj Aa Raha Hai Woh, Aaj Tum Zaroor Aao Aao Saari