Khidmat mein khidamat meinHam sab hoven mashgoolHo namoona Masih kaAb dil se maqaboolUskee baraqat se hokarMazboot la-kalaamJo kuchh kaam hove saamhneHam deven anjaamKaro kaam, karo kaam,Karo kaam, karo kaamSaath ummed saath eemaanKaam hove dil se maalik kaKhidmat mein khidamat meinBhookhe paaven khuraakAur bataaven ham maandonKo chashma e paaqHaath mein le kar saleebKa phir baala nishaanHam sunaaven har jaMuft najaat ka bayaanKhidmat mein khidamat meinMilkar hon zabaradastTaaki saltanat dushmanKa paaven shikastLekar naam e YahovaahE rabb aaleeshaanTum sunao har jaMuft najaat ka bayaanKhidmat mein khidamatGar ham hoven mudaamHoga taaj e jalaaleeHamaara eenaamJab ham pahunchegen apaneAasmaanee makaanTab ham gaavengeSada najaat ka bayaan