Yeshu Hai Uska Naam Toh Karo Jai-jaikaar
Kaun Hai Kaun Hai Rajaon Ka Raaja Kaun Hai Kaun Hai Duniya Ka Baadshah
Paani Pe Chalta Hai, Bheed Ko Khilaata Hai Shaitaan Bhi Darta Hai, Yeshu Ke Naam Se
Krus Ko Uthaya Hai, Maut Ko Haraya Hai Anugreh Se Uske, Humne Uddhaar Paaya Hai