Kaun bachayega, mujhko chhudayega,Yeshu aa gaya, sunkar meri pukarMara phira hoon,Ghayal pada hoon.Duniya mein Yeshu,Main gir pada hoon.Mujhko uthane aap aaye hain,Zakhmon ko bharne.Yeshu aaye hain,Pyare Yeshu, Premi Yeshu, mere Yeshu, kaun bachayega…Hansati hai duniya, taane deti hai,Apne padosi se.Main kat gaya hoon,Ghar mein tiraskar, bahar andhera.Sambhalo mujhe, Yeshu,Main thak chuka hoon.Pyare Yeshu, Premi Yeshu,Mere Yeshu, kaun bachayega…Kroos par chadhte hue dekha hai,Bahte lahoo ko maine chhua hai.Aap ki aankhen mujh par lagi us,Mohabbat ne mujhko jeet liya hai.Pyare Yeshu, Premi Yeshu,Mere Yeshu, kaun bachayega…