Kaisa anokha Yeshu ka pyaarSwarg se prithvi par aayaKarne sab paapiyon ka uddharKrus par prakat ho gayaJab mei gunaho ke fande mei thaUsne mujhe chhuda liyaPaapo ka bhoj jo mujh par thaSwayam oopar le liyeKaisa anokhaKodo ki maar, aur chanto ki maarMere Prabhu ne sah liyaSalib ka bojh jo mujh par thaWo bhi usne sah liyaKaisa anokhaManga jab paani sirka milaPyasa Yeshu rah gayaAi manav tune kya kiyaJagtrata ko krus diyaKaisa anokha