Kaash kee hazaar zubaanon seMain gaoon khush ilhaanJalaal aur fazal Yeshu keKhudaavand paaq sultaanAi maalik mere rabb mudaamToo meree madad karKi main phailaoon tera naamHar jagah duniyaan parMasih ka naam hataata haiHamaare gam har aanBadkaaron ko pahunchaata haiSalaahiyat aur jaanGunaah ke phande se MasihAazaad kar deta haiAur ham kamazor laachaaron keeVah khabar leta haiAi baharo suno Yeshu keeAi goongon lo zubaanAi andhon dekho lagando bheeAb daud ke ho shaadmaan