Jai Jai Naam Yeshu NaamGaoon mein subhoshaam(repeat)
Balheen ka sahaara,Paapiyon ka dost hai TuYeshu Tu hai kitna pyaaraShabd na kaise bataoon?
Tujh mein bana rahoon to,Amrut phal laoon mainGaoon teri jai sadaa to,Tujh sa ban jaoon main
Tu hi hai jo mujhko bulaataDeta hai jeevan jalTeri shakti paaoon sadaa aurYojanaaye safal ho jaayeJai Jai Naam Yeshu NaamGaoon mein subhoshaam