Hum teen raaja masharik ke haiSizada karne hum aaye haiSafar door ka peechha noor kaKar ke hum aaye haiAi rabb ke taare aajoobaShaahee taara khushnumaAage chal ke raah dikhaKi qaamil noor tak pahunchaSona laaya main ai baadshaahBethlehem hai jiskee dargaahToo taajdaar hai ye aashkaar haiToo hai abdee shaahanshaahMain lobaan bhee saath laaya hoonTaaki tujhko nazar mein doonDil o jaan se aur imaan seTujhko Khuda maanoonMurr main laaya maut ka nishaanKyonki dega too apnee jaanDukh uthaake khoon baha keHoga Masih kurabaan