Harni kay jaisi piyas lagi haiA ban kay badal kahin sayFazal-o-karam ki kar day tu barishHai piyasi sari zamin yehHain piyasay tan yeh hain piyasay man yehHain piyasay jiwan hamarayDo char bundain hi mil jain kafi hainKuch tu nami ho labun payTeray wachan par hain ass lageyTu piyasa rehnay na daygaJo lian iman teray wachan parWo behta chashma ban jaye