Har taraf, har jagah tuhi tu hai khudaMain kisi bhi bala se na darunTu jo rahbar hai, tu jo hai shafiaMain kuchh bhi fikar na karunMera har pal, mera kalTere hathon mein hai Yeshu
Tujhmein ai Masih meri to ye zindagiHar shan bahtar ho rahiTeri hi aarzu, teri hi bandagiJaan meri har pal kar rahiTu mujhmein rahe dil ye kaheJi sakun na main tere bina
Kal kya ayega main nahin janunBas yehi janun ki tu haiTeri kripa se ab tak chala hunSaath mere kal bhi tu haiChahe kuchh rahe ya na raheTu mere sath hai par sada