Hai di aawaz farishto neZami ke logo koUtar aaya jahaan mein abKhuda insaan bankeHai di aawaz
Yeshu hai uska naam
To karo jai jaikar
Wo aaya hai gunaah kiQaid se aazaad karne koJo ujhde zindagi ke baagUnhe aabaad karne koNa ho mayoos, Khuda aayaUmeedo ka jahaan banke
Jo baithe hain andheronMein wo aaye roshni le leGhamon mein rehne waleZindagi ki har khushi le leWo aaya hai Khuda insaan,Mehrbaan banke
Hamaare waste woAasmani pyaar laya haiNaya jeevan, naye raaste,Naya sansaar laya haiKabhi jo khatm na ho,Aaya aisi dastaan banke