Ghaatiyaan sabhee bhar daale humParvat saare dhaah daale humTedha hai jo seedha karenRaajmaarg samtal karenRaaja aa raha taiyaar hoYeshu aa raha aage hum barhePhal na laate jo aise pedon koKaata aur aag mein phenka jaegaGehoon ko jama kar khatte mein sajaakarBhoose ko aag mein jhonka jaegaUs din yah ambar jal jaegaDharatee bhee saaree gal jaegeeShuddh man se nishkalank banJienge Prabhu mein aage barhenge