Gaya farishton ne Geet SuhanaDharti par hua Yeshu ka anaSab ne paya khushion ka khazanaMukti paye Papon se zamanaJhoomay Sara Jahan ,Gaye yeh asmaGaati hai har zubanYeshu ki MahimaEmmanuel khuda hamaray sath haiUs ki Rehmat ka Hum par hath haiMuhobat yeh hai sab se mahanAya hai ban kar khuda InsanZamin par Aya chod ke SanamHua hai paida Yeshu mahanSwarg se Aya hai ban kar pyar voZindagi dene vo gunahgar KoChadhayen kya bhaint us KoKoi Daulat na mangay voKaren Arpan yeh Dil us KoVo hai sab ka pasbaan