Farishtoon nay gadariyun ko paigham aa kay sunayaCharna main aa kay daikho munaji jahan ka hai aayaAaya aaya yesu aaya sulha ka paigham layaDoston dushmanun ko galay hai yesu lagataSab say piyar karain hum yehi hamin hai sikhataTeray bojh uthanay aaya khushiyun ka paigham layaTeray meray wastay khuda ban gaya insanMurda thay hum sab us nay dali hum main janMariam ka jaya mukti ka inam layaShahun kay shah ko shah karnay aayay sajdaSona mur luban yesu ki nazar kiyaTaray rah dikhlaya bap ka salam laya