Takta Rahun Main Takta RahunImaan Ki Bani Pe Nazrein MeriBadhta Rahun Main Badhta RahunJo Kaamiliyat Hai Manzil Meri
Hai Jaana Mujhe Ab WahanMera Yeshu Masih Hai JahanHaan Sijde Mein Usko KarunJiske Lahoo Se Main Hoon Naya
Musibat Mein Bhi Na Imaan Se HatoonImaan Ki Kushti Mein Larta RahunYeh Koshish Main Din Raat Karta RahunKe Yeshu Masih Ko Main Takta Rahun
Imaan Yeshu Tujhpe Qaayam RaheBe-Deeni Bhi Mujhko Gira Na SakeNa Nazrein Haten Na Lehron DikhenYeh Toofaani Lehren Duba Na Saken
Main Sunta Rahun Teri Baatein SadaImaan Ko Deti Jo Mere JagaAmal Ho Imaan Ke Jaisa MeraHaan Ban Jaaoon Teri Pasand Mein Khuda