Door nahinPaas hai woh, mera khudaNoor hai wohSaath chale, chale sadaaKya Fikr hai?Kyun tu pareshaan hai?Kya Fikr hai?Ik baar kar le duaChalo chalte hainBula raha hai wohMil hi jaayega, kho gaya tha joHaan shukra hai,Jo maanga hai woh mil gayaBefikr haiDil ko sukoon milaMuntezir hai dilBas tera hi khudaTu hi sunta hai meri iltejaahIntezaar haiSubah ka hai intezaarAitbaar haiKhul jaayega aasman