Jhumein, Naachen, GaayeinAur Mil Kar Jashn Manaayein
Dekho Aaya Nasri… Dekho Aaya Nasri
Jhumein, Naachen, GaayeinAur Mil Kar Jashn Manaayein
Dekho Aaya Nasri… Dekho Aaya Nasri
🌟 Stanza 1Gehri Tareeki Ke Baadal TheChhaya Gunaah Ka AndheraChhod Gaye Apne, Paraaye BhiKoi Na Tera, Na Mera
Tune Aa Kar Mera Door Kiya AndheraTune Aa Kar Mera Noor Kiya Savera
Dekho Aaya Nasri… Dekho Aaya Nasri
Jhumein, Naachen, Gaayein
🌟 Stanzax2Yeshua, Yeshua, YeshuaMeri Tu Sun Le DuaCharni Ki, Sooli Ki Izzat TuMeri Bhi Tu Hi Ban Ja
Gadariyon Ka GadariyaKaffara Sab Se BadhiyaWohi Hai Aik WahidMeri Paar Kare Jo Naiyya
Dekho Aaya Nasri… Dekho Aaya Nasri
Jhumein, Naachen, GaayeinAur Mil Kar Jashn Manaayein
Dekho Aaya Nasri… Dekho Aaya Nasri