Teri baaton ko sunta rahun,Apni manmaani ab na karunAb na daaye, na baaye mudun,Tere pyaar mein dooba rahunx2Deewana, main Yeshu ka
Deewana, main Yeshu kaMere honton pe uska hi naamDeewana, main Yeshu kaUske pyaar mein dooba huaDeewana, main Yeshu kaMere honton pe uska hi naamDeewana, main Yeshu kaUske pyaar mein doobaMain khoya, main zinda rahun
Yeshu ka aa aa aa aa,Main deewana aa aa aa aaYeshu ka aa aa aa aa,Main deewanax2
Tujhe chhod ke jaun kahan,Jahan dekhun tu hi hai wahanYeshu, tujh mein hi milta sukoon,Tere pyaar mein dooba rahunx2Deewana, main Yeshu ka
Khoya tha main, bhatka tha mainMaaf karke, ghar le aayaApni pehchaan, mujhko dekarApna beta, mujhko kehlayax2Deewana, main Yeshu ka