Chu kay palu shifa jo payee ho gai meri eidHo gai meri eid main nay kar li uski deedChu kay palu..Chu kay palu shifa jo payee ho gai meri eidParda para tha meri ankun say jo uth gayaKali ghatoon ka tha badal wo bhi chat gayaChu kay palu mili rehai ho gai meri eidHo gai meri eid main nay kar li uski deedJab tak na phunka tha dam, main tha mati ki dheriSoochain napak theen aur ruh bhi murda thi meriChu kay palu hui shifa, ho gai meri eidHo gai meri eid main nay kar li uski deedDuniya nay jhatka mujh ko, raunda tha har chahat koAag ki bhatti main chakha tha uskai rehmat koHo gai meri eid main nay kar li uski deed