Christ Yeshu dayalu PrabhuTu he hai sirjan haarHum sab gaate HallelujahTu he hai taran haarJanam tune jagat me liyaKangaal gher me jeewan bitayaSankat kasht tune uthayaKiya humara udhaarJeewan ki naiyaa khatre me jab thiAandhiyo se jab dagmagati thiAagya deker aandhi thama diBeda kiya tune paarPaap ka rogi mai jeewan bher thaYatn bhi kerta per kuch na bantaYeshu jab tera wastra chua tabChanga huaa ye beemar