Pyase Hai, Pyaas Bujha Chashme Baha Yeshu Chashme Baha De Shifa Tu Bimaaro Ko, Shifa Ka Tu Hai Dariya
Jungle Me Jisne Tha Pilaya, Bankar Amrit Jal Woh Aaya Jungle Me Jisne Tha Pilaya, Amrit Jal Woh Bankar Aaya Amrit Jal De Pila Shifa Ka Tu Hai Dariya
Jeevan Jal Ka Tu Hi Sota Beheti Nadiyan Jo Tera Hota Behene De Mujhme Massa Shifa Ka Tu Hai Dariya
Zakhmon Ko Yeshu Hi Hai Bharta Sab Rogo Se Changa Karta Woh Hai Zinda Khuda Shifa Ka Tu Hai Dariya, Pyase Hai Pyaas Bujha