Chamka Sitara Aaj Charni MeinPaida Huya Hai Yeshu Charni Mein
Gao Hallelujah, Gao HallelujahYeshu Munji Paida Huya, HallelujahGao Hallelujah, Gao HallelujahYeshu Munji Paida Huya, HallelujahChamka SitaraJo Yeshu Ke Kadmon Pe Aata HaiNajaat Aur Zindagi Pata HaiJo Yeshu Ke Kadmon Pe Aata HaiNajaat aur Zindagi Pata HaiKaro Tauba Aaj Apne Papon SeYeshu Aaj Tujhko Bulaata HaiKaro Tauba Aaj Apne Papon SeYeshu Aaj Tujhko Bulaata HaiChamka SitaraAao Milkar Khushiyan Manaye HamUske Naam Se Paak Ho Jai HamAao Milkar Khushiyan Manaye HamUske Naam Se Paak Ho Jai HamPaak Rooh Ki Kudrat Ham Par HoYeshu Naam Se Zindagi Paaye HamPaak Rooh Ki Kudrat Ham Par HoYeshu Naam Se Zindagi Paaye HamChamka SitaraAb Ho Tareef Khudawand NeBheja Yeshu Ko Humko Bachane KoAb Ho Tareef Khudawand NeBheja Yeshu Ko Humko Bachane KoUske Kadmon Pe Aake Gayo HallelujahYeshu Munji Paida Huya HallelujahUske Kadmon Pe Aake Gayo HallelujahYeshu Munji Paida Huya HallelujahChamka Sitara