Vandana
✕ ExitChamka Sitara
Chorus

Chamka chamka ek sitara, janma janma Yeshu pyara Chamka chamka ek sitara, janma janma Yeshu pyara Duniya mein dhoom macha do Soe huo ko jaga do Duniya mein dhoom macha do (macha do) Soe huo ko jaga do (jaga do) Dharti jhoome Hallelujah, ambar jhoome Hallelujah Dharti jhoome Hallelujah, jhoome yeh jag saara Chamka chamka ek sitara, janma janma Yeshu pyara Chamka chamka ek sitara, janma janma Yeshu pyara

Verse 1

Janma hai aaj Yeshu pyara pyara Roshan hua hai jag saara saara Janma hai aaj Yeshu pyara pyara Roshan hua hai jag saara saara Tum bhi nacho Hallelujah, hum bhi naache Hallelujah Tum bhi nacho Hallelujah, naache Delhi saara Chamka chamka ek sitara, janma janma Yeshu pyara Chamka chamka ek sitara, janma janma Yeshu pyara

Verse 2

Doonton ne saath milke gaaya gaaya Dekho charni mein Masih aaya aaya Doonton ne saath milke gaaya gaaya Dekho charni mein Masih aaya aaya Tum bhi gaao Hallelujah, hum bhi gaaye Hallelujah Tum bhi gaao Hallelujah, gaaye India saara Chamka chamka ek sitara, janma janma Yeshu pyara Chamka chamka ek sitara, janma janma Yeshu pyara