Chamka hai aakash pay taraSab say anokha aur niyaraBethleham kay shehar main dekhoAaya hai ghamkhaur hamaraSajda karnay aaye majusiPurab say ik dekh sitaraKhaliq nay insanun jaisaCharni main hai roop dharaDharti aur aakash ka sangamLagta hai abb kitna piyaraYesu aaya dharti pay abbDainay ko mera kafaraAoo sab mil khushian manainMukti ki hai behti dhara