Chamka Charni Me Taraa Hua Sare Jag Me Ujiyala Chamka .... Oho.... Chamka Oho Chamka Charni Me Taraa Hua Sare Jag Me Ujiyala
Dharti Pe Nacho, Jashan Manao Shame Jalao Phool Khilao Door Hua Hai Andhiyara Hua Sare Jag Me Ujiyala
Aaya Hai Jag Ka Rakhwala Kudrat Aur Jeemat Wala Isko Hai Sab Jag Pyara Hua Sare Jag Me Ujiyala
Kya Sona Chandi Paisa Koi Nahi Hai Us Jaisa Woh Hai Duniya Se Nyara Hua Sare Jag Me Ujiyala