Chalo Chalo Chalo ChaloChalo Chalo Darshan Karne KoJag Rakhwala Aaya HaiJanma Bethlehem Mein Yeshu,Chamka Poorab Mein Taara,Devdoot Ne Charwahon Se Kaha,Aa Gaya Prabhu PyaraAaye Majusi Mur, Loban AurSona Bhent Chadhaya Hai – JagBaalk, Boodhe Sab Nar-Naari,Prabhu Ke Darshan Paayenge,Man Ke Saare Dukh Mitaakar,Jeevan Safal Banaayenge,Shubh Gaurav Anand Ujiyala,Is Dharti Par Laaya Hai – JagPyaar Ne Khud Avtaar Liya Hai,Bhooli Raah Dikhaane Ko,Shaanti Ahinsa Sachchai Ka,Amar Sandesh Sunaane Ko,Jai Yeshu Jai Khrist Yeh Kah Kar,Sabne Geet Sunaya Hai – Jag