Chalo Chalo Chalo ChaloChalo Chalo Darshan Karne KoJag Rakhwala Aaya Hai
Janma Bethlehem Mein YeshuChamka Poorab Mein TaaraDevdoot Ne Charwahon Se KahaAa Gaya Prabhu PyaraAaye Majusi Mur, Loban Aur Sona Bhent Chadhaya Hai - Jag
Baalk, Boodhe Sab Nar-NaariPrabhu Ke Darshan PaayengeMan Ke Saare Dukh MitaakarJeevan Safal BanaayengeShubh Gaurav Anand Ujiyala, Is Dharti Par Laaya Hai - Jag
Pyaar Ne Khud Avtaar Liya HaiBhooli Raah Dikhaane KoShaanti Ahinsa Sachchai KaAmar Sandesh Sunaane KoJai Yeshu Jai Ravrisht Yeh Kah Kar, Sabne Geet Sunaaya Hai - Jag