Chale Ho Tum Khuda Ke Saath, Raasta Sakra HaiKhuda Ka Thame Rakhna Haath, Raasta Sakra HaiChalo Chale Yeshu Ke Saath, Aao Thame Yeshu Ka HaathHalleluiyah Halleluiyah
Bhatere aaenge, kahenge hum tumhare haiKhuda ki baat tum sunna, raasta sakra hai
Khuda ka Rooh sikhaega, Khuda ka Rooh bataegaKhuda ke Rooh ki sunna baat, raasta sakra hai
Khuda ki barkat tum par ho, Masih ki rehmat afzoo hoDuaae Jannat ki lelo, raasta sakra hai