Chale aao, thake logonMain hi Yeshu, jo vishraam doonYe bojh zara, mujhe de doSaleeb par sab utha loongaKya bekaar ho, akele padeNiraasha hi hai, sahaara nahinNa gharbaar hai, padosi nahinMadadgaar ka, niraasha hi nahinKya dil toota, hataash padeNa kal ka pata, thikaana kahaKya aansoo kabhi, na rukte yahanDukhon ki ghadi, na katt-ti yahanDaro na utho, bharosa rakhoJa de tumhe, chhudaya maineHamesha raho, mere ghar meinPita naam le, bulaata tumhe