Bhajan karun mai bhajan karunNaam Masih ka mai leta rahunDushman mujhko mere sataenDosh wo jhute mujh pe lagaenUnke liye mai dua karunBhajan karun…Log jo jhooti baaten gadheCharo taraf badnaam karenFir bhi mai unko kshama karunBhajan karun…Haath Pakadle pyare MasihRaah dikhade jo hai sahiTere mai piche piche chalunBhajan karun…Ranj aur dukh mitenge tamaamLeta rahu sada tera he naamCharno me mai sada tere rahunBhajan karun..