Aye Masiha Tera,Aasara mil gayaMeri kashti ko ik,Nakhuda mil gaya..Maine duniya ki,Har shay mein dhoonda TujheAur Tu dil mein mere,Hi basaa mil gaya.Meri raahon ko Tune,Ujaala diyaKhoyi manzil ka mujhko,Pataa mil gaya..Khauf ab mujhko to,Maut ka bhi nahinTu mujhe humsafar,Rahnuma mil gaya