Aye duniya ke logon, oonchi awaz karo
Gao khushi ke geet, uska gungaan karoIbadat karo uski, ibadat karo….
Yaad rakho ke, wahi ik khuda haiHumko yeh jeevan, usi ne diya haiUs charagah se, hum sab hain aayeHamd-o-sana ke, hum geet gayenRab ka tum shukr karoOonchi aawaz…Naame-khudawand kitna mubarakMera khudawand kitna bhala haiRehmat hai uski sadiyon puraniWafa ka azal se, yahi silsila haiUs par imaan dharo, uske ghar aao chalo