Aye duniya ke logoUnchi aawaz karoGaao khushi ke geetUska gungaan karoIbadat karo uski ibadat karox2Yaad rakho ke wohi ek khuda haiHum ko ye jeewan usine diya haiUss charagaah se hum sab hai aaeHum-do sanna ke hum geet gayeRaab ka tum shuker karoUnchi aawaz karoGaao khushi ke geetUska gungaan karoIbadat kato uski ibadat karoName khudawand kitna mubarakhMera khudawand kitna bhala haiRehmat hai uski sadiyon puraaniWafa ka aazal se yehi silsila haiUss per imaan dharoUske ghar aao chalo gaao khushiKe geet uska gungaan karoIbadat kato uski ibadat karo