Aur kisi baat ki badaai na kareinYeshu Masih ke kroos ko chhode
Yeshu Masih ne shareer mein aa kePaap par dand ki aasha di
Jab main paapi ho hi raha thaMere liye wah mar gaya
Uske sang jo hum dukh uthaayeinToh mahima bhi paayenge
Main toh nahin, par Yeshu MasihWahi mujh mein jeeta hai