Ashcharya Tere Jag Me ItneKaise Main Inko Bayaan KarunTeri Prashansa KarunDhanyavaad Kahun
Kaise main Teri Mahima gaunShabd bhi kamm padd jaayeLikhne baithoon Teri baateinKaagaz me na samaaye
Kis se karu main Teri tulnaKaun hai Tere samaanToofan bhi sunkar Teri maane, Saagar bhi hatt jaaye
Main layak nahi, Arpan mere qubool karleAnugrah se mujhko sampoorna kardeYeshuaAshcharya Tere…