Anant pyar se prem kiya mujheMaa ke prem se bhi zyada kiyaDuniya ke prem se bhi zyada kiya
Tujhko chhod kar na jaaunga kahinTujhmein hokar jeeunga sadaSatya sakshi ban kar jeeunga
Anant naash se mukt kiya mujheEk hi rakshak Yeshu ke dwaraDuniya ke rakshak Yeshu ke dwara
Teri iccha kar tere jaisa banuKhud ko deta tere haathon meinKhushi se deta sampoorna dil se
Anant vaas mein le jaane ko mujheBadalon par woh jald aayegaYeshu Raja hokar aayega
Aaradhana karun sajda mein karunMere Yeshu ke saamne sadaPrabhu Yeshu ke saamne sada