Ambar bhi naya,dharti bhi nayi aurNaya yerushalem hogaHar subah nayi,har shaam nayi,Har wakt suhana hogaSundar sa nagar ek hogax2Andhe ki aankh khulegi,behre ka kaan khulegax2Daudega zor se langda,gunga mahima gayegaKoyi kasht nahi,ansu bhi nahiBas pyar hi pyar hoga-har sabah nayiSuraj bhi na dubega,chanda bhi na soyegax2Kabhi andhera na hoga,aur paap ka naam na hogaVahan maut nahi,bimari nahiKabhi kisi ka anth na hoga-har subah nayi