Abraham ka parmeshwar, aaj bhi jeewit haiDaaud ka parmeshwar, aaj bhi zinda haiSamudra mein raasta banaya usneYeriho diwaar giraai usneSwarg se manna khilaya usnePatthron se paani nakala usneMoosa ka parmeshwar, aaj bhi jeewit hai