Vandana
✕ ExitAaye Hai Hum Tere Charno Me
Chorus

Aaye Hai Hum Tere Charno Me Apna Jeevan Leke Pashchatapi Dil Lekar Ham, Aaye Hai Prabhu Kare Aaradhana... 2 Dil Se Dil Se... Kare Aaradhana Ham Kare Aaradhana

Verse 1

Suna Tha Preshan Karta Tu Hamhe Dil Ki Gehrai Se, Humne Dunda Haa Tujhe ! ... 2 Ek Pavitra Mann Aur Naya Hathiyr De Prabhu Kare Aaradhana ... 2

Verse 2

Andhikar Se Nikal Kar Jyoti Main Tu Laya Aapne Pavitra Lahu Se Hamhe Naya Jiwan Dilaya Satya Ke Marg Tu Hi Hai , Prabhu.. Kare Aaradhana ... 2