Vandana
✕ ExitAasman Pe Nazar Aae
Chorus

Aaasman Pe Nazar Aae Tera Jalaal Khuda Aur Jamee Pe Tere Haathon Ka Hai Kamaal Khuda

Verse 1

Tera Kanoon Bhala Hai, Jo Akal Deta Hai Hukum Tera Hai Khara, Jaa Kare Bahaal Khuda

Verse 2

Ya Khuda Khof Tera, Paak Hai Sda Ke Liye Roshni De Mere Dil Ko, Teri Misaal Khuda

Verse 3

Bachana Mujhko Gunaha Se, Tu Paak Rakhna Sda Mere Dil Ko Teri Baatein, Tera Khayaal Khuda