Aasmaano mein hoga, mera bhi ek makaanUsmein rahenge hum jaakar, chhodenge jab ye jahaanMain kaahe ghabraaoon, mera bharosa wahi,Usne kiya hai wada, wada hai saccha sahi,Jagah banaoonga jaake, apne Pita ke yahaanLikha gaya memne ki, pustak mein mera bhi naamMujh paapi par hua tha, uske poojan ka ye kaamUsne bachaya hai mujhko, wo hai bada meherbaanJhoothe jahaan mein tasalli, kabhi nahin paaogeYeshu ke paas bojh laao, tabhi aaraam paaogeUske sang rahenge hum jaake, chhodenge jab ye jahaan