Vandana
✕ ExitAashiq Tera
Chorus

Main Aashik Tera, Yeshu Main Aashik Tera

Verse 1

Aashik hoon main Tera Main na sharmaaunga Aashik hoon main Tera Main na ghabraaunga Yeshu Tu mera zinda Khuda Tu hi to mera hai Masiha Daavud ki tarah main nachunga, Yeshu main nachunga

Verse 2

Aaj to main Yeshu kuch aisa gaaunga Aaj to main Yeshu kuch aisa nachunga Shanti ka Raja Tu Baadshah Maut ko Tune hara diya Tu jo zinda hai main jhoomoonga, Yeshu main jhoomoonga

Pre_chorus

Aaya hoon main yahaan Yeshu Tere darbar mein Darbar mein ho Teri stuti Darbar mein ho aaradhana Aaya hoon main yahaan