Aye Masiha Tera, Aasara Mil Gaya Meri Kashti Ko Ek, Na-Khuda Mil Gaya
Maine Duniya Ki, Har Shey Me Dhoonda Tujhe Aur Tu Dil Me Mere, Hi Bsa Mil Gaya
Meri Raahon Ko Tune, Ujaala Diya Khoyi Manzil Ka Mujhko, Pata Mil Gaya
Khauf Ab Mujhko Toh, Maut Ka Bhi Nahi Tu Mujhe Humsafar, Rahnuma Mil Gaya