Aaradhana ke yogya hai mera Yeshu hai
Uski stuti main karoon, chaahe jeeyoon ya maroonApna tan aur man, chadhaoon mainSab samarpit karoon
Aadar aur prashansa ke, yogya Yeshu hai
Pita ka beta, memna bhi, aur sher Yeshu hai