Aao Aao EmmanuelBandi Israel Ka Firoti TuJo Apne Dukh Aur Banwaas MeinKhuda Ke Bete Ki Raah Dekhta Hai
Khusiya Manao, EmmanuelAane Wala Hai, O Israel
Stuti Karo Uski Mahima GaoLo, Aaya Masiha Hamare LiyeSaare Jagat Ka Udhaar UsmeShanti Changai Azaadi Dene
Aao Daawud Ki Kunji Aao YahanAur Kholo Swarg Ka Dwaar MahaanMrityu Ki Raah Ko Band KardoAur Jeevan Ki Raah Pe Le Chalo
Aao Rajao Ke Raja Aao YahanBaandho Har Dil Ko Ek Sur Mein SamaanHamare Dukh Aur Dard Karo SamaptSwayam Bano Hamare Shanti Raj